Thursday, March 27, 2014


Ish madhyaratri kuch jyada to nahin lekin apne liye logon ka viswas anubhav kar jahan santosh hua wahin jimmedariyan badhti nazar aayeen apekchayein badhti dikhin! ishi nirnay ke saath ki apne prayason ko aaur tatpar aaur imandar banana hoga aaur ish sankalp ke saath ki likhne sochne samajhne aaur adhayan ka silsila jaari rakhna hoga, aaj ke liye vida lena ka waqt ho chala hai !

Tuesday, March 25, 2014